TERE HOTHO KI HASSI BAN NE KA KHWAB HAIN,
TERE AAGOSH ME SIMAT JANE KA KHWAB HAIN,
TU LAKH BACHA LE DAMAN ISHQ KE HATO,
AASAMAN BANKAR TUJH PER CHA JANE KA KHWAB HAIN,
AAJMAIESH U TO ACHCHI NAHI HOTI ISHQ KI,
TU CHAHE TO MERI TAKDEER BANANE KA KHWAB HAIN,
WO MAUT BHI LAUT JAYE TERE DARVAJE PER AAKAR,
TUJH KO AISIE ZINDAGI DENE KA KHWAB HAIN,
JEE BHI LEGE AGAR JINA PADE TERE BIN,
TUJH PER TO MAR MITANE KA KHWAB HAIN.........."
itna sunder ehsas aur bhee sunder ho jata hai jab bhavnao ki kali ko shabdo ka sahara mil kar phool khil jata hai.sachmuch yeh ahsas hamri jindgi ke mayne batata hai,par kuch log in bhavnao ko nahee samjhte.. kaash woh samjh paate.
ReplyDeleteMADHULIKA