KOIE TUMSE PUCHE KOUN HU MAIN, TUM KEH DENA KOI KHAS NAHI, EK DOST HAIN KACHCHA PAKAKA SA, EK ZUTE HAIN AADHA SACHCHA SA, JAZBAT KO DHAKE EK PARDA SA, EK BAHANA HAIN ACHCHA SA, JEEVAN KA EK AISA SATHI HAIN, JO DOOR HO KE PAAS NHI, KOIE TUMSE PUCHE KOUN HU MAIN , TUM KEH DENA KOI KHAS NAHI, HAWA KA EK SUHANA JHOKA HAIN, KABHI NAZUK TO KABHI TUFANO SA, SHAKL DEKH KAR JO NAZRE JHUKA LE, KABHI APNA TO KABHI BEGANO SA, ZINDAGI KA EK AISA HAMSAFAR, JO SAMUNDAR HAIN, PAR DIL KO PYAS NAHI, KOIE TUMSE PUCHE KOUN HU MAI, TUM KEH DENA KOI KHAS NAHI, EK SATHI JO ANKAHI KUCH BATE KEH JATA HAIN, YADO ME JIS KA DHUNDHLA CHEHRA REH JATA HAIN, YU TO US KE NA HONE KA KOI GAM NAHI, PAR KABHI KABHI AANKHON ME AASU BAN KE BEH JATA HAIN, YU REHTA TO MERE TASAVUVUR ME HAIN, PAR IN AANKHON KO US KI TALASH NAHI, KOIE TUMSE PUCHE KOUN HU MAIN, TUM KEH DENA KOI KHAS NAHI.
Wednesday, January 21, 2009
KOUN HU MAI

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
u have such deep & soft emotions.u can be good poet.happy birthday to a sweet,cute and very emotional friend
ReplyDeletemadhulika vajpayee
is it your own composition ? its really too good.
ReplyDeletedam good yaar
ReplyDeleteAapki poems, aapki collections, aapki paintigs bahut Lajwab hai.
ReplyDeleteAapne apni Kalpnaon ki ek bahut sundar duniya bana rakhi hai.
i am your new fan
ReplyDeletewhat a lovely poem u worte...hats off to you
too good... what a lovely poem..
ReplyDeletesimply beatiful.. awsome
Copied from Rakhi ka Swamvar -- resited by Manmohan tiwari ...don't say he copied from you
ReplyDeleteno,manmohan copied dis stuff...
ReplyDeleteit was created by mukund saraswat n freehand writer.....
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete